"जिंदगी"
पत्थर की राह और धुप का सफर ,
जिंदगी एक तलाश है जिंदगी के लिए..
अपने अश्कों को पीना है, अपना दर्द जीना है,
ये जो गम है खिलोने है खुशी के लिए..
कोई लूट न ले अंधेरों में इस प्यारे से घर को,
अपना घर ही जलना है रौशनी के लिए...
एक सौदा ही सही ये काबुल है हमको,
जहां से दुश्मनी ,तेरी दोस्ती के लिए
4 टिप्पणियां:
Sure bhai,
Mainay bahut baar meethi cheezon mein namak ki aamezish say zaiqay lo dobala hotay huay dekha hai. aap nay meethay phalon ki chaat mein yahee tarkeeb kaam kartay huay dekhi hogee.Meethay main khatta mila hoto khat-mitthay ka great taste tayyar hota hai.
Aap nay kuch paradoxes ko bahut khubsoorti kuch isee andaz main pesh karkay ghazab ka mazaa paida kar diya hai.....;
zindagi ki talaash aur voh bhee patthar our dhoop ki raah say guzar kar.
ghum ka khilona hona khushi kay liyay.
apna hi ghar jalaana ghar hi ko bachaane kay liyay.
................wah kya baat hai.
delightful shaayeri
............shubh chintak
पत्थर की राह और धुप का सफर ,
जिंदगी एक तलाश है जिंदगी के लिए..
" kitna shee kha hai aapne, very near to life ya its true"
Regards
kya kya nahee hai jindgee, shee hee to hai,
keep it up
"ARCEAV"
Zindagi..... iss shabd kel iye kitna hbi likhe kam hai.... aapne bahut hi sahi farmaya....
एक टिप्पणी भेजें